Politics SMS
Ye soch k usney zardari ki taraf joota phenk dia Faraz
Joota to phr chala jaega per ye Haram khoor phr hath nhi aega…
Ahmed Faraz k baad ab Benazir aasman se likhti hain.
A for Apple
B for Banana
Bilawal k abbu zara jaldi ooper ana…!!!
Pakistan Ka New Quami Naghma
Na mera Pakistan hai na tera Pakistan hai,
Ye uska Pakistan hai jo Sadr-e-Pakistan hai
Jitni badi dukan hai sara chori ka saman hai,
Jo sab se bara be-eman hai wo Sadr-e-Pakistan hai
Jitne tere wazeer hain wo saray be zameer hain,
Jo sabse bada shaitan hai wo Sadr-e-Pakistan hai
Bilawal to zardari
DAD: Ap ki harkaton ne to khandaan ki izzat par daagh laga diya.
Zardari: hahahahaha, BETA daagh to chala jayega ye waqt phir nahi ayega.
Agar tum kisi ghareeb ko uska haq nahi dila sakte to jo us k pass hai wo bhi cheen lo. Hazar Maulana Asif Ali Zardari
AMERICAN:
In our country, a man had no legs, we put him artificial legs, now he is race champion.
RUSSIAN:
In our country, a man had no arms, we put him artificial arms, he is now boxing champion.
PAKISTANI:
In our country, a man had no brain, we put SINDHI cap on his head, now he is our president.
A molvi went to Zardari home and said: Qaum ko tang mat karo warna Allah ka azaab aye ga.
Zardari: Tang to Musharraf kar raha tha, Main to azaab hon.
Ek Zardari ko dekha to aisa laga
Jaisay khana kharab
Jaisay total azaab
Jaisay aadi faqeer
Jaisay murda zameer
Jaisay naasoor ho koi sarta hoaa,
Ek Zardari ko dekha to aisa laga
Jaisay bijli ka taar
Jaisay khanjar ki dhaar
Jaisay dosakh ki aag
Jaisay zehrila naag
Jaisay garmi ki dhoop
Jaisay shetan ka roop




