4 Pathanon ne mil kar petrol pump khola
1 bhi customer nahi aya. Kyon?
Petrol pump was on 1st floor.
Phir chaaron ne usi floor pe aik restaurant khola.
1 bhi customer nahi. Kyon?
Petrol pump ka board nahi hataya tha.
Phir charon ne 1 taxi li
1 bhi sawar na hua. Kyon?
2 pathan agay or 2 pathan peechay beth kar sawari dhund rahe thay.
Taxi kharab ho gai, Chaaron ne khoob dhakka lagya
But taxi wahi ki wahi. Kyon?
2 aagay se or 2 peechay se dkhakka laga rahe the.
Phir charon ne 1 bacha kidnap kia
Bachay se kaha apne baap se 5 lac rs la warna tujhay maar den gay.
Bacha ghar gya aor us k baap ne paisay bhi die. Kyon?
Bachay ka baap bhi pathan tha……!