Sweet Mobile Sms Collection - Greet your loved one with a sweet sms!
HomeAbout UsAdvertiseForum

    

Mobile Phones
Mobile prices as well as detailed specifications and reviews.
Mobile Broadband
Mobile broadband on the go - no landline and no cables.

Send FREE SMS Worldwide
Click here to send your SMS to any mobile anywhere for FREE.
Download iPhone Movies
Download movies & TV shows online in HD.

Funny Poetry

Nashay se koi devdas hogia, to koi paisay se kangal hogia
to koi pyar se pagal hogia, main to apko msg bhejtay bhejtay barbaad hogia

Roz logon se tere pangay hongay, shehar main roz dangay hongay
agar too mujhe SMS nahi karega, to yad rakhna tere saray bachay ganjay hongay

Raat bhar SMS kiya to raat kat gayi raat bhar sms kiya to raat kat gayi wah… wah… wah… subha uth kar balance dekha to waat lag gayi

Arz kiya hai: Khidki se dekha to raastay pe koi nahi tha…
Khidki se dekha to raastay pe koi nahi tha…
Raastay pe jakay dekha to khidki pe koi nahi thaa!!!

Machar ne apko kaata wo uska junoon tha, apne khaarish ki wo apka sukoon tha,
Chah kar bhi apne usay nahi mara kyon k uski ragon main bhi apka khoon tha.

Ye kis tarah se yaad arahay ho, Ankhein band hain phir bhi nazar arahay ho
Na janay kyon aisa lagta hai jaisay, samne kharay ho aur SEENG hila rahay ho

Yun raato ko na jago So liya karo, yun dil main ansu na roko ro liya karo
baal to buhut achay banatay ho, Kabhi naha bhi liya karo

Bagh main phool khilte rahaingay, Raat ko diye jaltay rahaingay Dua hai khuda say aap khush raho hamesha, Baqi tang to ham hamesha kartay rahaingay:)

Page 7 of 1012345678910